Euphoria Mantraa chords

ionicons-v5-k ionicons-v5-j
a b c d e f g h i j k l m n o p q r s t u v w x y z 0-9
 
TabCrawler.ComE / Euphoria / Mantraa log in ] [ register ]
TABCRAWLER Online Sheet Music & Lyrics Archive Member Votes: 0 / 5(0 votes)
TAB VIEWS for mantraa chords: 41

To to be able to download PDF tabs, rate, comment & submit guitar tabs, bass tabs, keyboard tab, lyrics and drum tab files you must LOGIN TO TABCRAWLER Online Guitar Tabs & Guitar Pro, Bass Tab, Drum Tabs Archive MEMBERS ONLY AREA.
[PRINT]
Did this chords for mantraa help you?
You must LOGIN to rate this chords.
Help us improve the tab & lyrics archive!

Mantraa by Euphoria

MANTRA
Intro: Na na...
E
Kisne ye jaana hai ye kitna puraana hai,
Jaata kahaan ye silsila?
Phir se na aana hai ye kitna suhaana hai
Pal ye jo humko hai mila.
Verse:
E D
Kisne ye jaana hai ye kitna puraana hai,
E E E6 E7
Jaata kahaan ye silsila?
E D
Phir se na aana hai ye kitna suhaana hai
E
Pal ye jo humko hai mila.
D
Is pal mein aao khud ko jaan lein pehchaan lein hum,
E D
Aao dekhein jeevan ke rang sabhee,
E A
Bhoolein na beeti jo thi, dekhenge hoga jo bhi,
E
Pehle jaane to sahi, kya hai tera mantra?
Chorus:
E D
Hai jeet kya aur haar kya, gham aur khushi ke paar kya,
E G A
Hai megh ke aasaar kya, toofaan kya majhdhaar kya,
E D
Hai baadlon ke paar kya, koi aur bhi sansaar kya,
A A E D
Bas jaan lo hai pyaar kya, hai ye mera mantra!!
Verse:
Dekho pukaarein tumhe nabh ke sitaarein,
Baahein phailaaye aasmaan,
Bahti hawaaein tumhe kahti fizaaein,
Dekho thamey na kaaravaan.
Lekar chal yaadein kal ki, karta chal tu waadein kal ke,
Is pal pe tere kadmon ke nishaan,
Dekhenge aane waale, manzil ko pane waale,
Poochhenge chalne waale, kya hai tera mantra?
Chorus:
Mehnat bhi hai, himmat bhi hai, thodi si, haan, kismat bhi hai,
Aankhon mein hain kuchh khwaab bhi aur seene mein hasrat bhi hai,
Hai saanson ka aadhaar kya, aur zindagi ka saar kya,
Bas jaan lo hai pyaar kya, Hai ye mera mantra!!
Bridge:
C#m7 A B
Aao na, socho na, dil se mita dein sab faaslein,
C#m7 B A
Sarhad na, mazhab na, hum sab rangein hon,
D E
Ek rang mein, ek rang mein.
Solo: E D A B E D A B
E D A B
Tera hai apna kya, tera paraaya kya, tera hai aasha kya, tera hai jeevan kya...
E D A
Tera hai sapna kya, tera hai Eishwar kya, tera hai bhaasha kya,
B
Tera hai mantra kya...?
Chorus repeat:

TAB AND LYRICS COMMENTS:

There is no comments for the mantraa chords sheet music yet. Please post one now!

© 2020 TabCrawler Online Guitar Tab and Music Lessons Archive